Chahat kahu , Aarzoo kahu , ya kahu ki mera sapana hai...
Mera dil , meri dhadkan , Vo to bas mera apna hai...
Bas uski muskaan ki khatir hi main jee raha hoon...
Uski khusiyoon ke kitne sapne piro raha hoon...
Paana usko naseeb nahi hai, vo to bas ek sapna hai...
Uski judaai ki aag me , har pal mujhko tapana hai...
Tadapta raha hoon main har pal kahin par...